Mojim Lyrics
Mojim Lyrics > Americas singers > Anandmurti Gurumaa > Rangi Re > Kis Kaaran Jog Liya

Anandmurti Gurumaa



Lyrics
Album list

Anandmurti Gurumaa

Kis Kaaran Jog Liya

Kis kaaran jog liyaa,
Hui mein daasi, unn charnan ki
Is kaaran maine jog liya

Bhagvah rang mere man ko mohe
Is kaaran jogi bhes liya

Kis kaaran jog liyaa,
Hui mein daasi, unn charnan ki
Is kaaran maine jog liya

Hui diwani mein murshad ki
Is kaaran uska bhesh liya
Kis kaaran jog liyaa,
Hui mein daasi, unn charnan ki
Is kaaran maine jog liya

Find more lyrics at ※ Mojim.com
Door se chal ke mein darr aayee
Kaahe ko mukh modh liya

Kis kaaran jog liyaa,
Hui mein daasi, unn charnan ki

Is kaaran maine jog liya

Hath mein tumbi khoob bajaaii
Pavohn se taalon ka kaam liya

Kis kaaran jog liyaa,
Hui mein daasi, unn charnan ki
Is kaaran maine jog liya